Special duas and Wazifas

Nazar Utarne Ki Dua For Child – Nazar E Bad Ki Dua

Nazar Utarne Ki Dua 

Aaj ke zamaane mei har insaan ko kaamyaabi paane ki ichha hoti hai. Muqable ke is zamaane mei logo ko doosre ki khushi bardaasht hi nahi hoti. Agar kisi ka jaankaar kuch achha karta hai to jalan ki vajah se log uske kaam me khaamiyaa nikaalte hai. Kisi ki bhi kaamyaabi dekh ke jalne wale logo ki buri nazar bahut nuksaan dene wali hoti hai. Agar kisi ko aise logo ki nazar lag jaae to buri nazar utarne ki dua se  unki pareshaani door hogi.

Hamaare aas paas hamesha kuch aisi taakatein hoti hai jo hamaari khushi chahti hai. Lekin ye baat bhi sach hai ki kuch taaqatein aisi bhi hoti hai jo hamaara nuksaan chaahti hai. Nazar-e-bad ka English mei matlab hota hai evil eye. Isi vajah se Quran padhne wale har insaan ko nazar e bad ki dua ke baare me pata hona chahiye.

Nazar E Bad Ki Dua

Nazar E Bad Ki Dua

Nazar e bad ki dua ek aisi dua hai jiski madad se log apne aap ko har buri aur khatarnaak taaqat ki buri nazar se door rakh sakte hai. Kaala jadoo karne walo ki nazar hamesha buri hoti hai. Kisi ko bhi nuksaan karne ke liye kiye jaane wale kaam ke liye Allah ne Musalmaanon ko sakht mana kiya hai. Lekin kuch log apne fayde ke liye doosro ko nuksaan pahuchane ka kaam karte hai.

Kale jadoo ki vajah se kisi par lagi buri nazar ka ilaaj nazar e bad ka wazifa ke zariya ho skta hai. Is wazifa ki madad se vo log jo kisi ki buri nazar se pareshaan hai vo is wazifa ki madad se apni zindagi badal sakte hai.

Nazar Utarne Ki Dua 

Nazar Ki Dua For Child

Apne dil aur dimaag mei jalan rakhne wale logon ki nazar kabhi bhi achhi nahi hoti. Shaitan ki buri nazar se har insaan darta hai. Kisi ki bhi buri nazar ka asar bachho par sabse jaldi padta hai. Bachho par is buri nazar ka sabse zyada aur bura asar padta hai. Isi vajah se nazre bad ki dua bachon ke liye padhi jaati hai.

Agar aapko bhi apne bachhe par buri nazar ka shak hai to nazar ki dua for child se aapka kaam aasaan ho jaega. Nazar na lagne ki dua ek aisi dua hai jiski madad se aap apne bachhe par pade kisi bhi bure saaye aur nazar ka asar khatm kar sakte ho.

Agar aapka bachha bina vajah ro raha hai aur uski tabiyat bigad rahi hai to ho sakta hai use kisi ki nazar lag gai ho. Chote bachhe kisi ki buri nazar ka shikaar bahut aasaani se ho jaate hai. Nazar ka koi bhi doctor ilaaj nahi jaanta. Lekin aapko pareshaan hone ki zaroorat nahi hai. Nazar na lagne ki dua for baby ke zariye aap apne bacche ki takleef door kar sakte hai.

Post: Dua To Destroy Enemy Immediately Forever

Nazar Na Lagne Ki Dua

Apne bachhe ko hamesha buri nazar se bachaye rakhne ke liye aap apne Maulvi se zaroor baat kare. Maulvi Sahab bachho ko buri nazar se bachaane ke liye ek taweez dete hai. Nazar na lagne ka taweez ko apne bachhe ko pahnaane se aap apne bachhe ko kisi ki bhi nazar se bachaa kar rakh sakte hai.

Har maa ko apne bachhe ki tabiyat ka hamesha darr laga rahta hai. Har bachhe ki maa ko hamesha ye darr laga rahta hai ki kahi uske bachhe ko kisi ki nazar naa lag jae. Nazar lagne ki museebat ko hamesha door rakhne ke liye nazar se bachne ki dua roz padhni chahiye.

Yeh nazar ki dua for baby ek aisa tareeka hai jisse agar aapke bachhe ko kisi ki nazar lagi hai to vo jald hi utar jaegi.

Auzu Bi Kaalimatil Laahit Taam Maati Min Kulli

Shaitaniw Waa Ham  Matiw Waa Min Kullee Ainil Lam Maah

Baccho ki nazar utarne ki dua ki madad se aap apne bachhe ko har buri taakat se bachaa sakte ho.

Nazar Ki dua har kisi ko padhni chahiye. Aaj kal ke kharab waqt me kisi ke bhi iraade nek na hona aam baat hai. Is vajah se khud ko aur apne chahne walo ko buri nazar ya evil eyes se bachaane ki har koshish karni chahiye. Nazar Ki dua aapko, apke khandan ko aur apke ghar ko mehfooz rakhegi.

Aapke aas paas ki saari negative energies se nazar ki dua aapko bachaegi. Agar aap buri nazar utarne ki dua ke bare mei aur jaankaari chahte ho, toh hamaare Maulvi Sahab se kabhi bhi baa kar sakte ho. Agar aap Nazar-e-bad ki dua nahi samajhte hai to hamare molvi Ji apki madad ke liye hamesha available hai.

Rate this post

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Content Selection is Prohibited

× Consult Now